+91-9127-26-0458 info@hostingpapa.in

Web Hosting Kiya Hai Or Kaise Work Karta Hai

Web Hosting Kiya Hai Or Kaise Work Karta Hai

Hi, Is post me me bataunga ki kaise Web Hosting Kiya Hai Or Kaise Work Karta Hai Web hosting organization aakhir hai kya or webpage banane ke liye Ek Achchi Hosting ki jarurat kyu padti hai. Ek blog banane ke liye Ek Best Web Hosting Ki kyu jaruri hai. Iska Jawab Janne Keliay Is Post Ko Pura Padhe.

WebSites or blogs dono ko chalane ke liye Ek Hosting ki jarurat padti hai. Is Article me mai aapko iske revealed me Pura Siddat se bta raha hu ki Web Hosting kya Chij hai or ye Hosting kaise Kaam karta hai.

Web Hosting History

World Me Pehli Bar 1966 me Sir Roberts ne Internet Ka Invention Kiya ta. Or 1969 Me pehli bar Stanford Research Institute, The University of California Santa Barbara, or the University of Utah me computers ko Ek Durse se link Kiya gaya ta Internet ke jariay. Is post me jitna ho sake utna bataunga ki kaise web hosting kiya hai or kaise work karta hai.

Web Hosting Kiya Hai Or Kaise Work Karta Hai Sabse Pehle Ham Janeenge Ki Ye WebPage Hai Kiya Or Ye kaise Kam karta hai Kiu Ki Gar Ham WebPage Ke Bare Mian Nye Jan Payenge To Ham Web Hosting Ke Bare Me Bi Nye Jan Payenge. To Chaliay Is Ke Bare Main Jan Lete Hai.

Web Jisko Ham WWW Ke name se bi jante hai wo ek aisa network Hai Jo Sara Duna Me Faila Hua Hai. WEB ka matlab hota hai ek dusre ke sath judna. Jab bi app apni mobile ya computer se or ek dusri computer ya mobile ke jariay kisi bi files ko share karte ho to wo appk sampark me jud jata hai. Ise ko ek WWW network kaha jata hai.

Aaj web ne itni tarakki kar li hai ki duniya bhar me itne sare PCs ek dusre se jude huye hai ki jinki app appni soch me bi ginti nahi kar sakte. Isi liye web ko ek jaal bhi kaha jata hai.

Aaj iske liye bahut se programming Systems Baniye Gaye Hai. Jinse Ek dusre PC ki subtleties dekhne ke sath us standard se kaam bhi kar sakte hai or koi bhi programming issue ko Samadan kar sakte hai. Shayad aapne iske uncovered me suna bhi hoga ki Ek banda kisi or ke PC ko aspne pc se fix kar sakte hai.

Web Hosting Kya Chij Hai Aur Hosting Kaha Se or kunsi Jaankari Ke Sath Kharide?

Web Hosting ek aysi System hai jo humari sites ki associations or logo ki Jo Bi Information hai unsab ko Internet Me Show Karne ka Permission Deta hai. Or Ham Us Web Site Ko Dunia Ki Kisi Bi Jagah Se access karsakte hai. Yehi Ek Web Hosting Ka Kam Hota Hai. Or Is Web Hosting Ko Lene Ke Liay Hame Kisi Bi Web Hosting ka service provider ke sath judna hota hai. Nye to ham apne websites ya information ko kabibi Online le ja nye sakte hai.

Web Hosting Kya Chij Hai

Ham apni information ya to webpage jo bi hosting provider se connect karate hai unka jo computers hai wo hamesa 24 gante online hota hai. Nye to ham appni data ko access nye karpayenge. Jab bi koi hamari websites ya informatons ko access karne ki kosis korta hai to wohi computers usko ye access karata hai. Jisse koibi user us data ko asani se dekh sakta hai.

To mere dosto app ko pata chalgya hoga ki ek WEB HOSTING kaise kam karta hai Or Wo Kun Provide Karta Hai.

Ab Ham Jante hai ki hame kunsi Information ke bare main jankari Honi chahiay jab ham ek web hosting kharide

  1. App Jo Bi Hosting lerehai Honnge kiya Wo 24*7 Online rehta hai.
  2. Appka Hosting Provider Kun Sa Server ka Hosting Provide karata hai.
  3. Kiya Appka Hosting Provider 24*7 Appke Madat karta hai.
  4. Uska hosting Server Kiya 99.99% Uptime Rehta hai.
  5. Appko Disk Space, bandwidth, SSL, Files Capacity unsabka Information Pehle Appko deraha Hai.

Jab Bi App Appne Liay Koi Bi Hosting kharid Rehe Ho Tab Appko In Sari Chijo Ka Dyan Jarur Rakhna Hai.

Website Or Blog Ke Liye Hosting ki Jarurat Kyu Hoti Hai?

Pehle jo maine appko jaankari diya use apko almost pata chalgaya hoga ki webhosting kaise kam karta hai or usko kun chalata hai. Ayeay ab ham jante hai ki ek website ya blog keliay kiu appko hosting lene ki jarurat hai.

Jis tarah app appne kapro ko rakhne keliay ek ALMARI rakhte hai waise appko informations ko rakhne keliay bi web hosting ki jarurat hoti hai. Jaha par appki jo bi DATA hai unko rakha jata hai.

Agar kisibi wajah se appka jo bi data appse khogaya ya delete ho gaya to app apni hosting provider se appki Sari Data wapas lesakte hai.

Beginning me aapki sites pr jyada traffic nahi hota hai. So Beginning ke time par appke website ko ek low cost ke hosting se run kare to appke liay jeada faidamand rahega.

Asha karta hu Ki Main Appko Kafi Had Tak Jankari De paya. Shukria.

Leave a Reply